Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics / Video of Song : Chhota Bacha Jaan Ke Humko Na Samjana Re
chhota bacha jan ke
na koi aankh dikha na rey
dubi dubi dab dab
dubi dubi dab dab
chhota bacha jan ke humko na samjhana rey
dubi dubi dab dab
dubi dubi dab dab
bholi surat jan ke na humse takrana rey
dubi dubi dab dab
dubi dubi dab dab
na thin na na na
nach nacha denge
chhota bacha jan ke
na koi aankh dikha na rey
dubi dubi dab dab
dubi dubi dab dab
akal ka kacca samjh ke
humko na samjhana rey
dubi dubi dab dab
dubi dubi dab dab
ek din de ke do athaniya
maa boli ja le aa dhaniya
ek din de ke do athaniya
maa boli ja le aa dhaniya
paise de ke dukan dar se
mai bola babu dedo dhaniya
bada sa kakaj de kar
us me rakh diya thoda sa dhaniya
mai bola babu baniya kakaj bech rahe
ya dhaniya
kakaj ko rahkho baju me
dhaniye ko rahkho taraju me
sun meri baat vo raha na kabu me
kya bola
bola tujhko baatu mai
mai bhi kaha kam tha
kah bache ko thak ta hai shor machau mai
uske baad hua kya ye bhi to batlana rey
dubi dubi dab dab
dubi dubi dab dab
uske baad uske baad to
jaise uska mar gaya nana rey
bich bazariya jab ye gaaya maine gana rey
chhota bacha jan ke
na koi aankh dikha na rey
dubi dubi dab dab
dubi dubi dab dab
akal ka kacca samjh ke
humko na samjhana rey
dubi dubi dab dab
dubi dubi dab dab
ho oo oo
hm mm hm mm
kishan bhaiya kishan bhaiya
mere aam ki guthali gir gayi
aam ko kha guthali na dekh
aage chal picche na dekh
aam ko kha guthali na dekh
aage chal picche na dekh
sidha sidha chal varna
paav me fas jayegi ret
fir kya karenge jab
ghar ja ke maa ne mara rey
dubi dubi dab dab
dubi dubi dab dab
chup kyu ho gaye bolo na
sun rey chotu sun rey hariya
maa hoti mamta ki nadiya daat ke humko
khud bhi roye khana de bhadiya se bhadiya
maa ko ja ke kabhi suna na ye gana rey
chhota bacha jan ke
na koi aankh dikha na rey
dubi dubi dab dab
dubi dubi dab dab
akal ka kacca samjh ke
humko na samjhana rey
dubi dubi dab dab
dubi dubi dab dab
Lyrics typed by : Ruby Singh