Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics / Video of Song : Saathiya Ishk Bedardi (Part - 2)
sathiya sathiya sathiya sathiya
ishq bedardi mujhko pata hai
iski chahat me milti saza hai
ishq bedardi mujhko pata hai
iski chahat me milti saza hai
bekarari me mar hi na jau
na samjh ko mai kaise samjhau
dil hai ke manta nahi hai
bechain janta nahi hai
mai karu kya bata zara sathiya
dil hai ke manta nahi hai
bechain janta nahi hai
mai karu kya bata zara sathiya
sathiya sathiya sathiya sathiya
naram khawabo ki baho me jagegi aankhe
garam yado ke saye me bitengi rate
naram khawabo ki baho me jagegi aankhe
garam yado ke saye me bitengi rate
yaad to aayegi bekhudi chhayegi
dard de jayegi tanhai tadpayegi
dil hai ke manta nahi hai
bechain janta nahi hai
mai karu kya bata zara sathiya
dil hai ke manta nahi hai
bechain janta nahi hai
mai karu kya bata zara sathiya
sathiya sathiya sathiya sathiya
sare aalam pe aaho ka chhyega jadu
apne hi zazbo pe to hoga nahi kabu
sare aalam pe aaho ka chhyega jadu
apne hi zazbo pe to hoga nahi kabu
zakham lega jidhar hoga ehsas
na rahegi khabar bechida hoga safar
dil hai ke manta nahi hai
bechain janta nahi hai
mai karu kya bata zara sathiya
dil hai ke manta nahi hai
bechain janta nahi hai
mai karu kya bata zara sathiya
sathiya sathiya sathiya sathiya
Lyrics typed by : Rekha Panghal