Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics / Video of Song : Mumkin Hai Bahaar Mumkin Hai
mumkin hai, mumkin hai bahaar mumkin hai
zindagi mein likha
mumkin hai, mumkin hai bahaar mumkin hai
zindagi mein likha
khwahishon ka karaar, mumkin hai
ik nayi parwah, mumkin hai ho
mumkin hai, mumkin hai bahaar mumkin hai
zindagi mein likha
justuju rang layi hai kucch iss tarah
dil ki har aarzoo muskuraane lagi
aasman meherbaan ho gaya
aur zameen gungunaane lagi hai
mumkin hai, mumkin hai bahaar mumkin hai
zindagi mein likha
khushnuma dil zubaan chhoodiyan pehan kar
har kalai chanak ne khanak ne lagi
kaano ki baaliyan bol uthi hain
geet honthon pe yun, aane lagey hain
mumkin hai, mumkin hai bahaar mumkin hai
zindagi mein likha
khwahishon ka karaar, mumkin hai
ik nayi parwah, mumkin hai ho
Top user comments for lyrics of song "Mumkin Hai Bahaar Mumkin Hai"
osamamanzoor on Friday, September 23, 2011 agar kisi ny movie dekhi hy na tu pka ic song py roye ga.........i bet.....!
abdul khan on Tuesday, October 04, 2011 The most last scene when iman Ali saw her daughter that was so sentimental and heart touching and yeah song is fabulous
Mshabbab123 on Thursday, September 22, 2011 CHacha Manzoor zinda bad
osamamanzoor on Friday, September 23, 2011 yar what an outsatanding movie woooow...........
osamamanzoor on Saturday, September 24, 2011 akheeeer movie hy yar......